Jeevan ke din chhote sahi ,Hum bhi bade dodne wale

 Jeevan ke din chhote sahi
Hum bhi bade dodne wale
Kal ki hamein fursat kahaan
 dode jo ham matwaale

Jeene ka rangeen mausam
Yeh khoobsurat zamana
Apne yehi chaar pal hain
Aage hai kya kisne jaana
Dodna jise aata hai woh
dodke hi mauj mana le
Kal ki hamein fursat kahaan
 dode jo ham matwaale

Dodne se hota hey dard bhi
 Doad hi hai dava bhi
 Pair todna bhi hey jaana

Jaane yeh pair jodna bhi
Is zindagi ka shukriya
Sadke main upar waale
Kal ki hamein fursat kahaan
 dode jo ham matwaale

La la la... la la la...
La la la la la la...

Comments

Popular posts from this blog

Vo2Max क्या होता है? उसके अच्छे होने से क्या फायदे हैं? उसको बढ़ाने के लिए क्या करना चाहिए? हम हमारा Vo2max कैसे चेक कर सकते हैं?

पिता के खानपान-जीवनशैली का असर भी गर्भ में पल रहे शिशु पर होता है